Bey Rida
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x3
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Yaad jab aa gaya sajjad ko ghar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Saaya kerney ko na tha koi shajar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Aisey abbas ney dikhlaye hunar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Yeh sina kaat gai mera jigar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Jab gira khak pey zehra ka pisar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Dhondtey phirtey thay sheh noor e nazar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Neend aai to hoi khak basar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Raat jab phail gai haddey nazar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Dhondney jaaon sakina ko kidhar maqtal main
Gir para khak pey abbas ka sar maqtal main
(Bey rida daikh key zainab ka safar maqtal main) x2
Guzrey "rehan" kay kia shaam o sahar maqtal main