Dua Ali Shifa Ali
(Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali) x2
(Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali) x2
Khuda ney talwar inko bakshi, unhon ney khaiber ka dar giraya
(Yehi khafi hain yehi jalil) x2 jahan key hajat rawa ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali
Ghadeer ho ya mubahila ho yehi hain aaqa yehi hain maula
(Hamara qibla hamara kaaba) x2 nusairion ka khuda ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali
Lahad ki manzil ho ya ho barzaq dua sey pehley madad ko pohanchey
(Zameen zameen aur falak falak) x2 jagha jagha paishwa ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali
Ali kay haathon main nabz e dunyaali dawa bhi tabeeb bhi hai
(Nazar nazar hain ali key jalwey) x2 zaban zaban ney kaha ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali
Ali mohabbat ali uquwat ali imamat ali sharafat
(Ali hai noor e nabi ka tukra) x2 sifaat e rab e ula ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali
Who jis ney merhab ko do kiya tha usi pey taigh e jafa chali hai
(Khuda ki marzi jahan thi jaisi) x2 wohi hai tum ney kiya ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali
Jafain itni hoi theen un per palat key koi na aa saka tha
(Ali ki baiti barahna ser thi) x2 bahisht main ro diya ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali
Laraz rahi thi zameen e maqtal falak bhi aansoo baha raha tha
(Zameen pey derya falak pey sooraj) x2 tarap key kehney laga ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali
Ali kay bachon kay gham main hum ney "rehan" paai who zindagani
(Na fikr e merqad na khauf e mehshar) x2 qalam ney jab sey likha ali
Ali ali, ali ali, ali ali ya ali ali
Dua Ali shifa Ali, jahan may dast e khuda Ali