Ya Zahra
(Ya Zahra Ya Zahra, Ya Zahra) x4
(Ya Zahra, ya zahra) x5
Koi na samjha tera rutba, ya Zahra, ya Zahra
Tarra Arsh sey kehta utra, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Kyon na karey taazeem payambar,
Aap waseela nasl e nabi ka, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Aap sukoon e qalb e payambar
Aap hain Zahra, aap hain Kausar
Rooh e Muhammad, Bint e Khadija, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Taj e shifaat, aap key sar per
Rab ney saja ker bhaija, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Perda e ghaibat aap ki chadar
Yaani Imam e Asr ka perda, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Laye kahan sey aalam e fani
Khud kehti hain Maryam o Sara, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Deen e Muhammad key rakhwaley
Aap ki baiti, Aap ka baita, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Haye ghazab, perdais main khaidi
Arsh zameen per kyon na gira, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Jalti rait pey us ka lasha
Gjoron ney pamaal kia, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
Log kahain Zehra ka zakir
Kaam na ho majlis key siwa, ya Zahra, ya Zahra
(Ya Zahra, ya zahra) x3
(Ya Zahra Ya Zahra, Ya Zahra) x2