Aya kabhi
(Ay nainawa, ay nainawa) x4
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x3
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Roti rahi hay raat bhar tanha Rubab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Sehra`on main bikhar gaye Farwa kay khawb rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Baitha hay lay k sooch yae deen ka nawab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Aflaak se rota hay howa ata hay aab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Kaisa khuda nay kar lia yae intekhaab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Lagta thaa jaisay gir para hay Bu-Turab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Ibn-e-Ali nay day die itnay jawab rait peh
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Islam ki tasheer ka khola hy baab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Shabbir nay dikhla die saray adaab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Aal-e-Nabi (sww) nay likh dia sara nasab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Sari dua`ain hoti hain mustajab rait par
(Aya kabhi na iss terha pehlay shabab rait par) x2
Naizay ki nook se china jiska hijaab rait par