Kash Yasrab
(Mere Qasim jawaan, tujhpe madar kurbaan) x3
(Kash yasrab main biyah Qasim jo tera hota) x3
(Kash yasrab main biyah Qasim jo tera hota) x2
Ban ke dulhan tairi Kubra mairay ghar main ati
(Har taraf noor ki kaliyon) x2 ka basaira hota

Tairi poshaak main rang khushiyon k saray bharti
(Har su Ahmad(SAWW) kay nagar khushion) x2 ka daira hota

Kiun tairay khoon main dobay tairay kubra gehnay
(Toe ujarti naa toe rang inka) x2 sunehra hota

Khool kar baal kia bain yahi Farwa (a.s.) nay
(Kash lasha taira yoon) x2 ban main na bikhra hota
(Kash yasrab main biyah Qasim jo tera hota) x2
Ban ke dulhan tairi Kubra mairay ghar main ati
(Har taraf noor ki kaliyon) x2 ka basaira hota
(Kash yasrab main biyah Qasim jo tera hota) x2
Tairi poshaak main rang khushiyon k saray bharti
(Har su Ahmad(SAWW) kay nagar khushion) x2 ka daira hota
(Kash yasrab main biyah Qasim jo tera hota) x2
Kiun tairay khoon main dobay tairay kubra gehnay
(Toe ujarti naa toe rang inka) x2 sunehra hota
(Kash yasrab main biyah Qasim jo tera hota) x2
Aj har simat hain qatil aur Qasim (a.s.) tanha
(Hota yasrab mei to apno ka) x2 hi ghaira hota