Shabbir ko
(Hal min nasirin yansurna) x4
(Shabbir ko Rah-e-Ghurbat main Nana(sww) ka jo Roza yaad aya) x2

(Jab apni mariza baiti ka) x2 utra howa chehra yaad aya

(Abbas (a.s.) ki koshish yaad ayi) x2 Zainab (a.s.) ka voh parda yaad aya

(Piyas apni Sakina (a.s.) bhool gaee) x2 be-sheer jo piyasa yaad aya
(Shabbir ko Rah-e-Ghurbat main Nana(sww) ka jo Roza yaad aya) x2
(Jab mashk Sakina (a.s.) nay day di) x2 Abbas ko darya yaad aya
(Shabbir ko Rah-e-Ghurbat main Nana(sww) ka jo Roza yaad aya) x2
(Abid (a.s.) nay kalija thaam lia) x2 jis waqt bhi kufa yaad aya
(Shabbir ko Rah-e-Ghurbat main Nana(sww) ka jo Roza yaad aya) x2
(Yae pooch lay kis ki himat thi) x2 Shabbir (a.s.) ko kiya kiya yaad aya