Sughra ko
(Sughra ko madinay main kiun chor gaye Akbar) x2

Bimar ka har lamha dushwar howa jeena
Kehti hay kalaijay par furqat ka chala khanjar
(Sughra ko madinay main kiun chor gaye Akbar) x2
Aur uss ki karahoon par rota hay jahan sara
Jis waqt voh kehti hay ab load kay aa Akbar (a.s)
(Sughra ko madinay main kiun chor gaye Akbar) x2
Kehti hay bhaiya kiya bhool gaee wada
Ab jald palat ao kia aogay turbat per
(Sughra ko madinay main kiun chor gaye Akbar) x2
Ho jab se gaye bhaiya ek khat bhi nahee likha
Rahoo`n peh tumhari toe main baith gaee thaak kar
(Sughra ko madinay main kiun chor gaye Akbar) x2
Akbar (a.s.) kay siva uss ko hay yaad bohat ati
Aa jaye qaza mujh ko kehti hay yahi roe kar
(Sughra ko madinay main kiun chor gaye Akbar) x2
Kehti hay keh seenay se ab yaad nahee jati
Baba (a.s.) ki judaee ka ek bojh bhi hay dil par
(Sughra ko madinay main kiun chor gaye Akbar) x2
Abbas (a.s.) ki Akbar (a.s.) ki ab rah na voh daikhay
Karbal kay bayabaa`n main dono hain teh-e-khanjar