Bahan ka laasha
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x3
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Marqad pe aansuon ki) x2 shame jalaa raha hai
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Ye soch kar musaafir) x2 aansu bahaa raha hai
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Abbase bawafaa ko) x2 shaayad bulaa raha hai
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Talqeen ab bahan ko) x2 bhaai sunaa raha hai
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Shaane hila hila ke) x2 ab khud jagaa raha hai
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Maa ko nishaan rasan ke) x2 Aabid dikhaa raha hai
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Beta teri amaanat) x2 dafnaane jaa raha hai
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Shaayad lahad ki miti) x2 wo yun uthaa raha hai
(Haae bahan ka laasha, Aabid uthaa raha hai) x2
(Koi to hai jo tujh ko) x2 nauha likhaa raha hai