Is Baat Pe Naadano ne audio file
Is Baat Pe Naadano ne
(Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi) x2
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Tha iske siwa aur to ka’ba nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Haider (A.S.) ki muhabbat se ziyaada nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Aurone bajuz deenke tora nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Wo kehte hain Allah (A.S.) ne bheja nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Allah (S.W.T.) ke qaanun me aisa nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Haider (A.S.) ko khuda ke siwa kehna nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Juz name Ali (A.S.) aur to likha nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Zam zam hoke kausar hai wo peeta nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Tum aao ke ghaironka bharosa nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Mei ne to zabaanse abhi maanga nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Qambar ki nigaahon me ye dunya nahi kuch bhi
Is Baat Pe Naadano ne sochaa nahi kuch bhi
Marqad mein nakeerein ke khatra nahi kuch bhi