Kya bataaen tumhe
(Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi) x2
Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi
Warna hojaaegi dar badar zindagi
Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi
Chaahate ho jo bare digar zindagi
Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi
Aur mujhe di gai bundh bhar zindagi
Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi
Naaz kar fakhr kar shukr kar zindagi
Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi
Hai ye khaatoon-e-jannat ki ghar zindagi
Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi
Ham ne li hai issi shart par zindagi
Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi
Jis taraf Hur gayaa hai udhar zindagi
Kya bataaen tumhe hai kidhar zindagi