- Jebrael-e-ameen derehai hai sada, agayi fatema,
(Agayi fatema, agayi fatema) x4
- Aaj khush hai bohot ashraful ambiya
(Agayi fatema, agayi fatema) x4
- (Arsh se farsh tak noor ka hai samaa, aayi aalam mei giyara imamo ki maa) x2 Door aalam ka sara andhera huwa
(Agayi fatema, agayi fatema) x4
- (Mustafa or hasnain or murtaza, huqme khaliq pe jab hogaye ik jaan) x2 phir doroodo ki barish mai zeer-e kisa
(Agayi fatema, agayi fatema) x4
- (Jis ke dar se malak rizk pate rahai, or ban ban keh khaiyaat ateh rahai) x2 Bhiq leni hai jaa jaldi kashto lola
(Agayi fatema, agayi fatema) x4
- (Mei gunahgaar kya, meri awqat kya, ek ansoo ke badle sila ye mila) x2 khuld se khod mere haq mei karde dua
(Agayi fatema, agayi fatema) x4
- (Mei hasan mushkilo mei ghira jab kabhi, mei ne darbaar zehra mei faryaad ki) x2 Khatm hone na payi thi meri dua