- (Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2 Karwane sabr kaa salaar hay
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Dard sar pe pawo me hai beriya) x2 Aur gale mein tawk ka ik haar he
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Khoon ankho se rawaa phir hogaya) x2 Samne jo shaam ka bazaar hai
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Haye kismat wa gharibi ya hussain) x2 Karbala mein lut gaya garbar hai
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Gash pe gash maula ko khayme me pare) x2 Har kadam chalne se wo lachaar hai
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- Karwane sabr kaa salaar hay
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Is se zyadaa aur kya honga sitam) x2 Maa behen sab beridaa darbar hai
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Haye aayaate quraani be ridaa) x2 Rehm malik majma ye agyaar hai
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- Karwane sabr kaa salaar hay
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Khoon ankho se rawaa phir hogaya) x2 Samne jo shaam ka bazaar hai
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Deydo chadar har kadam kehta raha) x2 Syede sajjad jo salaar hai
(Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2
- (Ik musafir qaid hay bimaar hay) x2 Karwane sabr kaa salaar hay