- (Jawaan bete ka laasha) x2 utha rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Kabul karta hun bhai hassan tera sadqa) x2 (ye kehke laashaae qaasim) x2 utha rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Juki huwi hai qamar aankh se rawaan aansu) x2 (utha ke baazue abbas) x2 laa rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Jawaan bete ka laasha) x2 utha rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Woh jisne qaafela roka hussein ka logo) x2 (usi ke pyaason ko paani) x2 pila rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Bacha sake ga na parda koi tera zainab) x2 (ye kehke sajde mei sarko) x2 qata rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Jawaan bete ka laasha) x2 utha rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Sawaar neze pe hoke khuda nahi bhule) x2 (har ek maqaam pe quraan) x2 suna rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Tere hi tarze amal ko hai ham ne apnaaya) x2 (jawaan beton ko tujpe) x2 mitaa rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Jawaan bete ka laasha) x2 utha rahen hai hussein
(Jahaan ko sabr ka manzar, dikha rahen hai hussein) x2
- (Muje to shaamon seher ye hi lag raha hai ali) x2 (ke mujko karbobala mei) x2 bulaa rahen hai hussein