Imam-e-Raza (AS)
(Imam reza, Imam reza) x2
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa Assalamu alaika ya shamsas shumus wa aneesannufus ayyuhal madfune bi arze toos
Ya sultanil arab e wal ajam Ya abal hasan ya ali yabna musar ridha Ruhi wa jismi (lakal fida)x3
(Ya ghareebal ghuraba Ya mu'eenadh dhuafa ) x2
Warise shahe karbala (Yani shafi-e-roze jaza) x2
Malike arze khake shifa Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Kya kuchh na ghame sarwar se mila (Sab tera diya rehbar se mila) x2
Quran he sab kuchh tera kaha Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Ye waqt adu par bhari hai (Is gham ka mukhalif nari hai) x2
Ati he musalsal eik sada Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Roze pe gaya aur phere liye (Ye jaan he meri tere liye) x2
Zeest he meri teri ata Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Seene mein chubhi barchi ki ani (Lau deti hai girya khaiz hasee) x2
Rehna he yahi ta hashr faza Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Ik jhula he asghar ke bagher (Sab laashe pare hein sar ke bagher) x2
Cheekh rahi hai karbobala Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Humshakle nabi bhi mara gaya (Phir khun-e-wafa maktal mein gira) x2
Ati hai sada-e-aaho buka Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Mat puchh jo meine dekha hai (Har ek fidaaai kehta he) x2
Shabbir pe apni jaane fida Ruhi wa jismi lakal fida
Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafa
Assalamu alaika ya shamsas shumus wa aneesannufus ayyuhal madfune bi arze toos
Ya sultane arab wal ajamYa abal hasan ya ali yabna musar redha Ruhi wa jismi (lakal fida) x3