Ay Shaame Gharibaan audio file
Ay Shaame Gharibaan
(Ay Shaame Gharibaan) x9
- Laashon se bhara dasht hai jhalte huwe khaimen . Hai Jhalti huwi rait pe sehme huwe bache (Ay Shame ghariban) x3 Bar Raige tapa girya-e-atfaale pareshaan. Ay shame gharibaan
(Ay Shaame Gharibaan) x6
- Who dekh mere sher ka laasha hai labe juu. Haan dhundh ke laade mujhe Abbas ke baazu (Ay Shaame Gharibaan) x3 Haan laasha-e-Abbas sare saahil-e-viraan Ay shame gharibaan
(Ay Shaame Gharibaan) x6
- Naazon se pale ghunja dahen gesuon waale, Lowta de mere ghar ko mere ghar ke ujaale (Ay shame gharibaan) x3 Sab gaif ke shud khana-e-man teera-o-viraan. Ay shame gharibaan
(Ay Shaame Gharibaan) x6
- Pohncha de lab-e-nehr Sakeena ki sada ko Baba ko bulaati hai kabhi apne chacha ko (Ay Shame Ghariban) x3 Aawaze Sakeena berasan barsare maidaan Ay Shame Ghariban
(Ay Shaame Gharibaan) x6
- Jaa dhundhe agar dhundh sake teri nagaahain Do chaand meri doob gaye dasht-e-balaa mein (Ay Shame Gharibaan) x3 As Aun-o-Mohammed shuda khaali chamanistaan Ay shame ghariban
(Ay Shaame Gharibaan) x6
- Aik teer ne cheda hai zara dekh yahan par Asgher ka ghala bhaai ka bazu dil-e-maadar (Ay shame gharibaan) x3 Amaaz shuda teer-e sitam Asgher-e-nadaan Ay shame Ghariban
(Ay Shaame Gharibaan) x6
- Maktool-e-jafaa teen shab-o-rowz ka pyaasa Mehroom kafan se hai Muhammad ka nawasa (Ay shame Ghariban) x3 Be ghoro kafan sibt-e-nabi barsare maidaan Ay shame Ghariban
(Ay Shaame Gharibaan) x6
Zainab ba aseeri passe aashoor raseeda, wawayla wawayla