Aay Sheh ke Alamdar audio file

Aay Sheh ke Alamdar

(Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

(Aay teg-me-haider) x2 Aay Haideri talwar (Alamdar) x2

(Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 1. Roti hai behan teri Aa dekh mere gazi (Ai dard bharaa manzar, Chadar bhi nahi ser per) x2
 2. (Aay majmaa-e-kufaar) x2

  (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 3. Ye khun bharaa percham kertaa hai tera matam Khaimo se dhuwan uthaa ai bhayee mere aa jaa
 4. (Fojo ki hai algar) x2

  (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 5. Faryaad meri sunlo daryaa se chale aawo (tum de chuke kurbani dekha nahi paani) x2 (sinaa huwaa dushwar) x2
 6. (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 7. Tum bazoo-e-sarwar se shabbir ko lashkar se (Zainab kaa bharosa se bacho kaa saharaa se) x2
 8. (Hoti huwi afgaar) x2

  (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

   

 9. Amaa kaa chaman ujraa pardes me ai bhaiyaa (me dasht me tanhaa hai chaar taraf aadaa) x2 (mar jaye nabi baad) x2
 10. (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 11. Masum sakina hai gharmi kaa mahinaa hai (do bund nahi paani hone ko hai zindhani) x2 (mehshar ke hai aasaar) x2
 12. (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 13. Jhule me nahi asger lori de kise mader (darwaza-e-khaymaa per kehti hai wo ro ro ker) x2 (mai kis ko karu chahat) x2
 14. (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 15. Bacho ko hu mai royi keh saktaa nahi koyi (wo bhayi kaa sadkaa se bas is liye zindaa se) x2 (kiyaa unse karu baat) x2
 16. (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 17. Jaati hu suwe zindaa ay bhayi kera girya (bazoo mei rasan bastaa furkar bohat rasta) x2 (nazaro mei hai darbar) x2
 18. (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 19. Akber ne sina khayi mujko na ajal ayi (Sina huwa do paara nazo se use maraa) x2 (mei uski ho gafaar) x2
 20. (Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2

 21. Mei lot ke awongi markad bhi banawongi (Mei dungi kafan tujko mohlat se agar mujko) x2 (Ai mera wafa daar) x2

(Aay Sheh ke Alamdar) x3 (Alamdar) x2