- Aabaad thaa jo gar ik din mai (Dekho kaisaa barbaad huwaa) x2 Jane kiski ye nazar lagi (Ta umer naa phir abaad huwaa) x2 Gulshan ye Zehraa kaa
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Ruksaroo pe neela hai nishaan (Mere kano se khoon behtaa hai) x2 Ab kon bachaa yengaa tujko (Muje shimeer layin ye khehtaa hai) x2 Gazi ko apne bulaa
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Her simt dhuwaan saa phelaa hai (Maqtal me pare sab lashe hai) x2 Saidania hai sab be pardaa (kamseen bache sab pyaase hai) x2 Waris koyi naa rahaa
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Me dhundi ne niklee hu tujko (Awaaz to de mujko baba) x2 Mai teri ladli beti hu (her su hai mere ab sanataa) x2 Sine se aa ke legaa
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Asghar hai na ab ali akbar hai (na saath abbas-e-dilaawar hai) x2 Na awn-o-muhammad qaasim hai (be aas phuphi or madar hai) x2 Malik sab dekh raha
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Pehre pe phuphi amma meri (hatho mei tuta neza hai) x2 Khaymo ki aagh hai karbal mei (aagosh mei qaydi beta hai) x2 ujri karbal ki fizaa
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Awaaze taapo ki sunkar (dil khof se hi phat jaata hai) x2 chini hai ridaaye nezo se (manzar ye khun rulaata hai) x2 sadat pe zulm huwa
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Rukhsaro se mile hai nishaan (mere kaano se khun behta hai) x2 ab kon bachaayenga tujko (muje shimr laeen ye kehta hai) x2 ghazi ko apne bulaa
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Her simt dhuwaan saa phelaa hai (Maqtal para sab lashe hai) x2 Saidania hai sab be pardaa (kamsin bache sab pyaase hai) x2 Waris koyi naa rahaa
(Baba o Baba o Baba ja imdaad ko) x2
- Me dhundi ne niklee hu tujko (Awaaz to de mujko baba) x2 Mai teri ladli beti hu (her su hai mere ab sanataa) x2 Sine se aa ke lagaa