(Ya hussain) x4
(Beemar kee aakei hai) x2 akbar teree raho par
(Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2
- (Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2 Deewarey bhee rotee hai sughra kee karaho par
(Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2
- (Sughra ney kaha mujko eik baar jo mil jaaey) x2 Sar apna mai rak-doongee bhaiya tere paa-o par
(Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2
- (Kyu bhool gaye bhaiya sughra kee khata kya hai) x2 Aawaaz nahi deitey kyew mairee sada-o par
(Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2
- (Vo kud-hee samajley gee hai maara gaya bhayi) x2 Deikhengi nisha jis dam zainab tere baho par
(Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2
- (Deika key lahoo mai hai dooba huwa sab kunba) x2 Kya khwaab ootar aya sughra kee niga-ho par
(Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2
- (Pyasey rahey jab akbar barsee na gata ko-ee) x2 Afsos karey duniya ab aisee gata-o par
(Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2
- (Hai dhoop mai jis din sey laash ali akbar ka) x2 Ma ashk girati hai har pair kee chawo par
(Beemar kee aakei hai akbar teree raho par) x2