Be ridaa zainab-e-dilgeer audio file
Be ridaa zainab-e-dilgeer
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- Haye kis hal mei hai bint-e-ali wawailaa
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- (Behgayaa aaj mei shahro(n) ka lahoo maktal mei) x2 Loot gayi dasht mei aulaad-e- nabi maktal mei Wawailaa
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- (Tash na laab tash na dahan katl huwe jaye par) x2 Khoon mei dubi gayi tash ne labi wawailaa
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- (Haya kiyaa dasht mei Zainab pe kayamat tuti) x2 Gar bhi lutaa chadeer bhi chinee wawailaa
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- (Maa julas bhi gayi jule ko bacha ne ke liye) x2 Na jule ko bacha bhi na saki Wawailaa
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- (Sheh ki beti pe adhu zulm-o-sitam ker te hai) x2 Rok ne walaa koi nahi aaj wawailaa
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- (Koyi na ayaa madad ko meri bibi Zainab) x2 Aaj pardesi huwi roti rahi wawailaa
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- (Jiske atharaa jari bhayi the wo shehzadi ) x2 Ranj ghaam wo sahti huwi shaam chali Wawailaa
(Be rida Zainab-e-dilgeer huwi wawailaa) x2
- (Kafelaa chaltaa rahaa shaam ki janib gohar) x2 Dard mei dubi sadaa aati rahi wawailaa