Bhaya muje maktal se
(Bhaya muje maktal se, sadaa kyu nahi dete) x2
- (Bach-e jawo ya jal jawo) x2 Sadaa kyu nahi dete
(Bhaya muje maktal se, sadaa kyu nahi dete) x2
- (Neze se uthari he rida meri shimar-e ne) x2 Rida meri shimar-e ne. Maktal me se ghazi ko, bula kyu nahi dete
(Bhaya muje maktal se, sadaa kyu nahi dete) x2
- (Sar nange bande haath-e ujar ayi hai zainab) x2 Ujar ayi he zainab. Bazar-e se logo ko, hata kyu nahi dete.
(Bhaya muje maktal se, sadaa kyu nahi dete) x2
- (Darbare yazidi me khari saniye zehra) x2 Khari saniye zehra. Thak jaye jo zainab to, bita kyu nahi dete
(Bhaya muje maktal se, sadaa kyu nahi dete) x2
- (Aati he nabizadi musalmano haya se) x2 Musalamano haya se. Haatho se tum ankho ko, chpa kyu nahi dete
(Bhaya muje maktal se, sadaa kyu nahi dete) x2