Bibi Madina a Gaya
Fiza se zainab ne kaha
Bibi Madina a gaya
Ale nabi ka kafela
Jab kaid se chuth kar chala
Nazdiq yasrab jab huwa, fizza se zainab ne kaha
Bibi Madina a gaya X 2
Kafela da ale nabi
Cheze bande bone rawa shudh
Yasrab da chheenes dishi deshud
Fizza zainab da howe,
Bibi Madina a gaya……..
Aata hai ab mujko nazar
Wo samne yasrab nazar
Hazrat ka rowza aagaya
Bibi Madina a gaya……..
Sajad karte hai bayn
Aale nabi ka kaarvan
Kaste me bheja jaayenga
Bibi Madina a gaya……..
Baarbad hamko paayenga
Betaab sab hojaayenga
Hojaayenga mehshar bapa
Bibi Madina a gaya………
Akbar na ayenga nazar
Asgar na ayenga nazar
Sugra ka hoga haal kya
Bibi Madina a gaya…….