Chalo hussain tumhe audio file
Chalo hussain tumhe
(Chalo hussain tumhe karbala bulaati hai) x4
- (Sadaaye fatema zehra lahad se aati hai) x2
(Chalo hussain tumhe karbala bulaati hai) x2
- (Kadam hussain uthate hai suwe karb-o-bala) x2 kadam se lipti huwi qayinaat jaati hai
(Chalo hussain tumhe karbala bulaati hai) x2
- (Khabar hai sham-e-ghariban tere andhere ko) x2 nabi ke roze pe sughra diyaiy jalaati hai
(Chalo hussain tumhe karbala bulaati hai) x2
- (Bataa ey mahe-e-muharram ye kon bibi hai) x2 jo baal kholke bas chand dekhjaa ti hai
(Chalo hussain tumhe karbala bulaati hai) x2
- (Ye kon bibi hai aur kiski raahtaki hai) x2 na mawt aati hai isko na neend ati hai
(Chalo hussain tumhe karbala bulaati hai) x2
- (Jo bar ke mawt ko apne gale lagaata hai) x2 khud isko bar ke mashiyat gale lagaati hai
(Chalo hussain tumhe karbala bulaati hai) x2