Abu ar-reza
(Yabna
jaffar, abur-raza) x2 (Abur-raza) x2
(Ya
musa-e-kazim) x2
Tu saatwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda
(Ya musa-e-kazim) x4
1- Tere baba Imam-e-Sadiq hai
Jiske dam se hai Jaffari sare
Deen-o-mazhab, sabi ibadat hai
Ham to saray usi ke
dar se mile
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
2- Hai qaramat-e-murtaza
tujhme
Saa’ilo(n) kay
liyea ata tujhme
Rad jo
hoti nahi kisi surat
Saans leti hai
wo dua
tujhme
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
3- Tum bhi hajat
rawa-e-alam ho
Haideriyyat kay azm-e-mauqam ho
Tum dua-e-janab-e-zahra sey
Pursadar-e-janab-e-adam ho
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
4- Bas junoon-o-jabal jilawatni
Tere pyaaro(n) nay tujhse hai
paayi
Kitne dana
haI terey diwane
Umr bhar teri nokri karli
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
Almadad (maula raza)
x3
5- Tera beta Imam-e-zamin hai
Jiske qabze mei raat hai din hai
Wo khurasaan ka hai shehzada
Har shifa uske
dar pe mumkin
hai
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
6- Teri dukhtar hai qum ki shehzaadi
Uski chowkat pe
day sada jo
bhi
Joliyaa(n) apni
bhar ke laata
hai
Ghamse milti hai
usko aazaadi
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
7- Terey taboot ki
wo tanhaayi
Na tha
beta ghareeb na
bhaayi
Chand mazboor aye ujrat par
Lash raste
se teri uthwaayi
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
8- Hay najaf dushmano(n) ke narghe
may
Karbala samara ke rastey may
Bekafan momino(n) kay laashe
hai
Kufr dakhil howa
madiney may
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
9- Maula tu bhi
dar-e-hawaaij hai
Tera sikka jahaa(n) may raa’ij hai
Ham to har
imtihaa(n)
se guzrange
Deney wala tuhi
nata’ij hai
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
10- Tu bhi "Rehan"
istighasa kar kay
Kehke ya Musa ya
bin-e-jafar
Nauha goyi karu
qayamat tak
Aur ghulaami karu dar-e-shah par
Tu saathwa mushkil
khusha, noor-e-janaab-e-sayyeda (Ya musa-e-kazim)
x2
(Yabn-e-jaffar abur-raza) x2 Abur-raza