Chin Gayi Rida
Dhalne lagi jo raat me be waariso ki shaam Aata huwa sawar jo Dekha suye Khayam Binte Ali ne tham ke Dil thamli na jaam, Goonji sada-e-Dukhtare Zehra ye nek naam
Chin gayi rida Gar ujar gaya Aap the kaha haaye baba jaanX2
Ran me kat gaya Bhayi ka gala
Aap the kaha haaye baba jaan
Chin gayi rida Gar ujar gaya Aap the kaha haaye baba jaan
Jiske sine par neza jab laga
Aap the kaha haaye baba jaan
Chin gayi rida Gar ujar gaya Aap the kaha haaye baba jaan
Chehre par wo khoon bhayi ne mala
Aap the kaha haaye baba jaan
Chin gayi rida Gar ujar gaya Aap the kaha haaye baba jaan
Mashki jab chidi Gurz jab laga
Aap the kaha haaye baba jaan
Chin gayi rida Gar ujar gaya Aap the kaha haaye baba jaan
Derahi thi mai us gari sada
Aap the kaha haaye baba jaan.
Chin gayi rida Gar ujar gaya Aap the kaha haaye baba jaan
Chin rahi thi jab sar se ye rida
Aap the kaha haaye baba jaan.
Chin gayi rida Gar ujar gaya Aap the kaha haaye baba jaan
Jab gohar chine kurta jab jala
Aap the kaha haaye baba jaan.
Chin gayi rida Gar ujar gaya Aap the kaha haaye baba jaan
Haye baba ka hoto par na me (Ro rahi thi Ba kam kar na mai)X2
Gunj ti thi ye dasht mai sada