Aaj
qabrey mustufa
Aaj qabrey mustufa par, Aik haju mei
aam hain (x2)
Aaghayi zainab madine, Mei bapa kohoraam hain
Aaj qabrey mustufa par, Aik haju mei
aam hain (x2)
1.
Berida zainab hai suraj aaj kuy
chup ta nahi
(x2)
Woh madina tha
nabi ka, Yeh dayarey shaam hain
Aaj qabrey mustufa par, Aik haju mei
aam hain (x2)
2.
Hich kiyo mei aaj tarpa yeghi
jow sughra ki yaad (x2)
Lab pey akber
key damey aakhir behen ka naam hain
Aaj qabrey mustufa par, Aik haju mei
aam hain (x2)
3.
Keh ti thi fizza chini jati
hain zainab ki rida (x2)
Ya ali
awo madad kar, Na tumhara kaam hain
Aaj qabrey mustufa par, Aik haju mei
aam hain (x2)
4.
Karbala
key waqiya ko aik mudat hoghayi
(x2)
Sayyad-e-sajjad key aankon mei
ab tak shaam
hain
Aaj qabrey mustufa par, Aik haju mei
aam hain (x2)
5.
Zainab-e-muztar key aik dil par bahatar daag hain (x2)
Haazarey darbaar hona,
Mawt ka payghaam hain
Aaj qabrey mustufa par, Aik haju mei
aam hain (x2)
Aik haju mei aam hain (x2)