Bano ka
yeh armaan tha
Bano ka yeh armaan
tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh
aayegha, Asghar bhi jawaan hogha
1.
Logo
mere baachey ko, Maqtal sey utha lawo (x2)
Wahan dhoop ki shidat hain, Betaab parah hogha
Bano ka yeh armaan
tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh
aayegha, Asghar bhi jawaan hogha
2.
Asghar
tere jhuley ko, Ab kown jhulaegha (x2)
Mei shaam chali beta, Ab kown yahan hogha
Bano ka yeh armaan
tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh
aayegha, Asghar bhi jawaan hogha
3.
Tum
ghowd mei sowtey they, Kuy ghor pasand aayi (x2)
Wahan khaak bistar hain, Aaraam kahan hogha
Bano ka yeh armaan
tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh
aayegha, Asghar bhi jawaan hogha
4.
Har
maa tujey duniya ki, Roweyghi qayamat tak (x2)
Jab teri shahadat ka, Majlis mein bayan hogha
Bano ka yeh armaan
tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh
aayegha, Asghar bhi jawaan hogha
5.
Ye
karbobala ka ban, Aur shaam ka woh zindaan (x2)
Maa teri kahan hoghi, Tun laal kahan hogha
Bano ka yeh armaan
tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh
aayegha, Asghar bhi jawaan hogha (x4)