Bano
ka yeh noha tha
Bano ka yeh noha tha, Akber
jo mera
hota (x2)
Bazo na
mera bandhta, Akber jo mera
hota
Bano ka yeh noha tha, Akber
jo mera
hota
1.
Thi kiski majaal aakar, Jo khaimey jala daita
Aur paawo mei aabid key, Zanjeer penha daita
Kya uska ghala
bandhta, Akber jo mera hota
Bano ka yeh noha tha, Akber
jo mera
hota
2.
Bazaaro mei sar
nanghey, Tasheer huwi maadar
Baalow se chupai muh, Kehti hai
yun roro kar
Balwey mei
na sar khulta,
Akber jo mera hota
Bano ka yeh noha tha, Akber
jo mera
hota
3.
Chakra
hai ghala aisa, Raasi mei
sakina ka
Baichain hai woh
baachi, Dam siney mei ghuta
tha
Gham sehti na woh dukhiya,
Akber jo mera hota
Bano ka yeh noha tha, Akber
jo mera
hota
4.
Paamal huwa ran mei, Laasha
shahe wala ka
Bey ghoro
kafan ab tak, Ran mei hai
parah laasha
Saamaney kafan karta,
Akber jo
mera hota
Bano ka ye noha tha, Akber jo mera hota
5.
Maa lashae asghar par,
Kehe ti hai
yeh roro kar
Tum marghaye aei beta, Roney ko rahi maadar
Luti na
meri duniya, Akber jo mera
hota
Bano ka yeh noha tha, Akber
jo mera
hota
6.
Zakhmi hai badan aeisa, Duroon ki
aziyaat sey
Has has key layinoon ney,
Chini hai rida sar sey
Maa hoti naa
bey pardhaa, Akber jo
mera hota
Bano ka yeh noha tha, Akber
jo mera
hota
7.
Khat fatemah sughra ka, Aya hain madine
sey
Bimaar behen ko tum, Kuy
leyne nahi aayeh
Wada ye wafa karta, Akber jo mera hota
Bano ka yeh noha tha, Akber
jo mera
hota (x2)