Beti Ali ki
Shaam hai
shaam (x5)
Shaam aa rahi hai dil per hazaro, Sadme uthaye beti Ali ki (x3)
Haste hai
saare baazar waale (x2)
Roti hai
haaye beti Ali ki
Shaam aa rahi hai dil per hazaro, Sadme uthaye beti Ali ki (x2)
1.
Tha jis ka bhayi Abbas-e Ghazi, Hain aaj qaidi wo
shahazadi (x2)
Ye shor sun kar ghairat ke maare (x2)
Kahi mar na
jaaye beti Ali ki
Shaam aa rahi hai dil per hazaro, Sadme uthaye
beti Ali ki
2.
Chaaro taraf hai mahaul aisa, Jaise laga ho koyi tamasha
(x2)
Abbas aaja chadar urha jaa (x2)
Ghabraa na
jaaye beti Ali ki
Shaam aa rahi hai dil per hazaro, Sadme uthaye
beti Ali ki
3.
Barsaa rahe hai pathar sitamgar, Lagte hai pathar Bibi ke
sar per (x2)
Bazoo bandhe hai bebas hai khud ko (x2)
Kaise bachaaye beti Ali ki
Shaam aa rahi hai dil per hazaro, Sadme uthaye
beti Ali ki
4.
Zulfe pakar kar Shimr-e layee ne, Maare tamaache tarpi
Sakina (x2)
Zainab ke dono bazoo bandhe hai
(x2)
Kaise churaaye beti Ali ki
5.
Wada kiya tha usney
khuda sey, Roshan kareghi tera naam chahey
(x2)
Bazaar jaaye darbaar jaaye (x2)
Zindaan jaaye beti ali ki
Shaam aa rahi hai dil per
hazaro, Sadme uthaye beti Ali ki
6.
Sajdey bachaye kabaa bachaey, Quran bachaey deen ko bachaey
(x2)
Farshey aza pey
ashqey aza ko (x2)
Gohar banaey beti
ali ki
Shaam aa rahi hai dil per
hazaro, Sadme uthaye beti Ali ki