Bhaiyya Asghar
Roro kehey ti thi asghar ki khwaahar
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
Doodh sharbat mujey, laadow maadar (x2)
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
1) Zalimo ney naa kuch rehem khayaa,
Haaye keysa falaq ney sataaya
Bhaiye ney merey paani naa paaya
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
2) Jaakey koyi agarbati laawo,
Thaal mei koyi shamaa jalaawo
Aur phoolo ki chaadar manghaawo
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
3) Tum tow sowtey they siney key upar,
Apney babaa key ay bhaiyi asghar
Neend ayeghi jangal mei kuy kar
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
4) Kuy naa mei teri nazrey manaawun,
Kuy naa phoolo ki chaadar charhanwun
Kuy naa mei teri chowki bhitahawun
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
5) Zalimo ney naa kuch rehem khayaa,
Haaye keysa falaq ney sataaya
Bhaiye ney merey paani naa paaya
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
6) Jaakey koyi agarbati laawo,
Thaal mei koyi shamaa jalaawo
Aur phoolo ki chaadar manghaawo
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
7) Tum tow sowtey they siney key upar,
Apney babaa key ay bhaiyi asghar
Neend ayeghi jangal mei kuy kar
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
8) Gham tera sab hasher tak karen ghey
Dam muhobat ka teri bharen ghey
Doodh sharbat pay sab nazar deyn ghey
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)
Roro kehey ti thi asghar ki khwaahar
Bhaiya asghar key koozey bharunghi (x2)