Sabr karna Zainab
Meri bibi Zainab (x4)
Sabra karna Zainab (x4)
Diney hakey khaatir
Meri pyaari khwaahar
Sabra karna Zainab (x4)
Haakh par chleghaa, kundha meirey khanjar
Sabra karna Zainab (x4)
1) Aw no Muhammed, Hai jo terey dilbar
Jaaney um-e-layla, Nawjawaan akber
Barchio key unpey, Jab buland ho sar
Sabra karna Zainab (x4)
2) Mujko yaad karkey, Jab sakina rowyeh
Aur chachaa key ham mei, Jaan apni khowyeh
Kaan uskey zakhami, Kardey jab sitamghar
Sabra karna Zainab (x4)
3) Jab bageira meirey, Sowyehghi sakina
Mujko yaad karkey, Rowyehghi sakina
Tum usey sulaana, Lowriyah sunaana
Sabra karna Zainab (x4)
4) Tum ho binte haider, Aur binte Zahra
Aei meri ba’han yeh, Akhari hai khwahish
Mu’h sey kabhi apney, Baduaa’a na karma
Sabra karna Zainab (x4)
5) Aw no Muhammed, Hai jo terey dilbar
Jaaney um-e-layla, Nawjawaan akber
Barchio key unpey, Jab buland ho sar
Sabra karna Zainab (x4)
6) Mujko yaad karkey, Jab sakina rowyeh
Aur chachaa key ham mei, Jaan apni khowyeh
Kaan uskey zakhami, Kardey jab sitamghar
Sabra karna Zainab (x4)
7) Jab bageira meirey, Sowyehghi sakina
Mujko yaad karkey, Rowyehghi sakina
Tum usey sulaana, Lowriyah sunaana
Sabra karna Zainab (x4)
8) Tum ho binte haider, Aur binte Zahra
Aei meri ba’han yeh, Akhari hai khwahish
Mu’h sey kabhi apney, Baduaa’a na karma
Sabra karna Zainab (x4)
9) Darbadar phiroghi, Beyridaa bhi hoghi
Tumko leykey aa’daa, Shaam kufa jaye
Har sitam ki manzil, Karna tum ghawaara
Sabra karna Zainab (x4)
Meri bib Zainab (x4)
Sabra karna Zainab (x4)