Haaye
ham yateem ho gaye
audio file
Haaye ham yateem ho gaye
Haaye ham yateem
ho gaye
Haaye ham yateem
ho gaye (x2)
Thi kisi
ki dasht mei sadaa
Haaye ham yateem
ho gaye
1. Janey kaisi shaam aayi
thi apney saath sab ko
ley chalii
Ab rahey na
baba aur chachaa
Haaye ham yateem
ho gaye
2. Chey mahiney walah sheer khawaar jisey merey
dil ko tha
karar
Arey woh bhi teer
khakey sowghaya
Haaye ham yateem
ho gaye
3. Kya kahun key kis tarha
kiye zalimon baap ko shaheed
Aik din mei kya sey kya huwa
Haaye ham yateem
ho gaye
4. Kis ki raah dekhey
hum gharib banghayi hun thokharey nasib
Baba hain
na ab
mera chachaa
Haaye ham yateem
ho gaye
5. Dukhtare hussain ki duaa
gham na day kisi ko ae
khuda
Beti how naa baap sey
judha
Haaye ham yateem
ho gaye