Hazir
hai hazri mei audio file
Hazir hai hazri
mei
Sun lijiyeh mola
Sun lijiyeh aqa (x4)
Hazir hain
haziri mei
hazarow ki hal ata
Fariyaad hain
hum par bhi karam kijiyeh aqa (x2)
1. Bhai hassan hussain kay woh jaaney
murtaza
Abbas alamdaar woh saqayeh
sakina
Tarif unki kya karun kya mujey how sana
Sadqa unhi kay naam
ka milta hain marhaba
Sun lijiyeh mola
Sun lijiyeh aqa (x2)
2. Jo hazarii abbas alamdar
ki karey
Allah uski
muskile asaan sab karey
Din raat jo abbas key naarey sey damb bharey
Kya gham usey duniya
ka kisi sey
woh kuy darey
Sun lijiyeh mola
Sun lijiyeh aqa (x2)
3. Hain hazarii abbas ki
tashrif laayi yeh
Yane ali kay lal pey qurbaan
jaahiyeh
Row kar adab key saath
yeh parkar sunahi yeh
Sarkar aap ka hamey rowza
dikha hiyeh
Sun lijiyeh mola
Sun lijiyeh aqa (x2)
4. Aqa ko aaj apni
musibat sunawo tum
Pehley tow apni aankhow sey
aansu bahawo tum
Roro kay aag aatishey
ghum ki bhujawo
tum
Dilmei unhi ki yaad
ko mehemaan
banawo tum
Sun lijiyeh mola
Sun lijiyeh aqa (x2)
5. Aik rowz jo mei
majlisey shabbir mei ghayi
Thi hazarii abbas alamdaar
ki wahan
Jitna bhi dil mei ranj tha woh sarah
mitghaya
Aakar kisi kaan
mei chup kay sey yeh
kahan
Sun lijiyeh mola
Sun lijiyeh aqa (x2)
6. Mei jawun lowt awun
wahan jaa kay ab kay
saal
Kadmow pey sar jhukawun wahan jaa kay ab
kay saal
Mei hazarii manawun wahan jaa kay
ab kay saal
Sab ko yahi sunawun wahan jaa
kay ab kay
saal
Sun lijiyeh mola
Sun lijiyeh aqa (x4)