Hazri abbas (AS)
Hazri abbas
(x3)
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x3)
Ø Aik pal mei hogha woh
tufan fana (x2)
Parchamey ghazi sey jow takhraeygha
Baccha baccha
bawafa ho jaayega
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x2)
Ø Aashana hojayegha haider sey woh (x2)
Aashana ghazi sey jow hojayehgha
Baccha baccha
bawafa ho jaayega
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x2)
Ø Jholiyan bhar deyghey abbas
sey jarii (x2)
Haath apney jow yahan
phelayegha
Baccha baccha
bawafa ho jaayega
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x2)
Ø Haath hai is per imam e asr ka (x2)
Hashr tuc apna alam
lehraye ga
Baccha baccha
bawafa ho jaayega
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x2)
Ø Jaayega seedha jahannum ki taraf (x2)
Jo ali kay bughz
mein mar jaayega
Baccha baccha
bawafa ho jaayega
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x2)
Ø Jisko hai aal e nabi
say dushmani (x2)
Her Qadam
per lanatain who khaayega
Baccha baccha
bawafa ho jaayega
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x2)
Ø Waqt hai aja dar
e haider pay tun (x2)
Warna to bay mot mara jaayega
Baccha baccha
bawafa ho jaayega
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x2)
Ø Baat gar Qasim ki tu
mana nahin
Dar ba
dar ki thokrain
phir khaayega
Baccha baccha
bawafa ho jaayega
Hazri abbass
ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa
ho jaayega (x2)
Baccha baccha
bawafa ho jaayega (x2)