Madad kijiye
Ya imam e zaman (x5)
Madad kijiyeh
ya imam e zamana (x2)
Hatah diji
ghaybat ka pardah khudarah pardah khudarah
Madad kijiyeh
ya imam e zamana (x2)
1. Bari afatay hain zamaney
pey mola
Parehshaan shiya kahan jayeh
mola
Pukara tumhe jab huwa dil jow muztar
Madad kijiyeh
ya imam e zamana (x2)
2. Bala ae hain gharii
nahi koyi saathi
Andhera hain harsu udasii
hain chaayi
Tumharey qadam sey ho duniya
munawar
Madad kijiyeh
ya imam e zamana (x2)
3. Bhawar mei hai kashti
bacha ney ko wawoh
Ghamey zindaghi se churaney ko awoh
Mohammed ki
jaan ho safiney ki langhar
Madad kijiyeh
ya imam e zamana (x2)
4. Ghunehgaar hun aur sharmindah
mola
Maghar aap par hi hain mujko bharosa
Karow rehbarii ab bara hai payambar
Madad kijiyeh
ya imam e zamana (x2)
5. Tamana yeh dilmei bohot
kuch hain meri
Hai umeed hoghi bohot
jald purii
Merey haq mei kardijey jow kuch
ko behtar
Madad kijiyeh
ya imam e zamana (x3)
Ya imam e zaman (x5)
Madad kijiyeh
ya imam e zamana