Zainab
(SA) ka wasta audio file
Zainab (SA) ka wasta
Zainab ka wasta
(x4)
Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (x2)
Kerbobala ki
sabira muztar ka wasta
Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (x2)
Ø Dar dar phiri bhazaron
mei, bey makhna how chaadar (x2)
Us warise tathir ki
chaadar ka wasta
Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (x2)
Ø Dow lal ko nisaar
kiya rahey khuda mei (x2)
Zainab key dil key dago kay
lashkar ka wasta
Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (x2)
Ø Lori jisey sunati thi
zainab jow pyarsey (x2)
Us ladley
masoom ali
asghar ka wasta
Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (x2)
Ø Jow hain mariz unko
shifa jald ata how (x2)
Ham shakley
fatemah key khuley sar ka wasta
Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (x2)
Ø Ya Rab hamey masoomon
ki ziyarat nasib how (x2)
Mazloome kerbala key katey sar ka wasta
Ya rab dua kabool how zainab ka wasta (x2)
Zainab ka wasta
(x2)