Zainab jo shaam aayi audio file
Zainab jo shaam aayi
(Shaam haay shaam) x4
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2
Mohtaj thi ridaa se
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2
Majme me faasikow ke, thi ham kalaam zainab
(qaydi jo kar liya hai) x2 bolo to kuch haya se
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2
katt ker jigar ke tukre, ankho me aarahay thay
(dehkha gaya na manzar)x2 yeh dard ke khudaa se
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2
Karyah beemar ki aur, zindaan ro raha hai
(bechen thi sakina) x2, hai khawf ki wajha se
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2
tafseer innemaa ko, qaydi banane waalo
(sowcho bacho ge kayse)x2 zahra ki bad'dua se
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2
neze se kinchli hai, zalim ne mere sar se
(itnaa to kehde koi)x2 abbas baawafa se
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2
yeh dekh kar farishte ,ansoo baha rahay theh,
(kya khoob hai nibaayi)x2 ummat ne mustafa se
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2
Zakhmo se choor tha sab , hai karwaan-e-zainab ,
(roti khari hai bibiyaa)x2 sehmi huwi jafaa se
(Zainab jo shaam ayee haay lut ke karbala se) x2 (Haay lut ke karbala se) x2