Hussain ya Hussain
(Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain) x4
Gurbat ki yeh shab hai bay purdaa zainab hai
Karti hai roro kar zainab yehi fugaa
(Hussain ya Hussain ya Hussain ya Hussain) x4
Ay shah-e kerbala maishar talaq khuda (mamnoon hai tera) x2
Tu haq ka rahber hai nabiyon say bar kar hay
Tere hee sadqay mei baaqee hai yeh jahaan

Bar khaak-e naynawah Zahra kay laal ka (laasha peraa raha) x2
Zainab ko yaad aayi bhai ki tanhaee
Jab ranse jaata tha pyaaso(n) ka kaarwaan

Deti rahi sadaa gowhar mere cheenay (damun bhi jal gaya) x2
Soona yeh sehra hai ay baba jungle mei
Yeh dukhiya maqtal mei doonday tuje kahaan
(Hussain ya Hussain ya Hussain ya Hussain) x4
Ab saari zindagi baba ko roway gi (kaisay wo sowe gi) x2
Gabraa kar khaimo say niklay gi pyaasi wo
Doonday gi baba ko laasho kay darmiyaa
(Hussain ya Hussain ya Hussain ya Hussain) x4
Ay shah-e kerbala maishar talaq khuda (mamnoon hai tera) x2
Tu haq ka rahber hai nabiyon say bar kar hay
Tere hee sadqay mei baaqee hai yeh jahaan
(Hussain ya Hussain ya Hussain ya Hussain) x4
Bar khaak-e naynawah Zahra kay laal ka (laasha peraa raha) x2
Zainab ko yaad aayi bhai ki tanhaee
Jab ranse jaata tha pyaaso(n) ka kaarwaan
(Hussain ya Hussain ya Hussain ya Hussain) x4
Jo apnay bhai ko ban mei na ro saki (ay binte Mustafa) x2
Qasim ka Akbar ka Zahra kay dilbhar ka
Dehti hai sab pursaa yeh tere nauha khwaan