Allah eik hai
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x3
Pehle Imam Ali hai lakab jinka Murtaza
x2
Aur dusare Hassan hai lakab jinka
Mujtaba
Aur teesere Hussein,
shehen shahe Karbala
Maa Fatemah hai jinke lakab
jinka Sayyeda
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Chaute Imam Ali hai lakab Zainul Abedeen
Kehte he jinko sayede Sajjad momineen
Aur ik lakab hai aabide
bimaar o zil haseen
Sajdo se jinko ab bhi munowar
hai ye zameen
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Hai paanchve Imam,
Mohammed hai jinka naam
Baaqir lakab se jaante hai inko
khaaso am
Hai ilm mere panchve akaa ko bhi tamaam
Inko salaam karte hai, Gibreal sub ho shaam
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Hai momino ke Jaffer-e-Sadiq
chate Imam
Din ka kalaam lagta hai
Qur’an ka kalaam
Sadiq Imam ko
to hai sach bolo nai sikhaa
Hai fiqh hi jafferi ki shariat
inhi ka naam
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Aur satve Imam ko kazim
lakab milaa
Musa he naam Jaffere Sadiq
ke laal ka
Jo apni puri zindagi
bas qaid me raha
To qaid ko bhi sahibe izaat
bana diya
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Hai aatve Imam hamare Ali Radha
Jinko Imame Zamino Zamin lakab
mila
Roze me dil ke ek hai
darwazae shifaa
Hoti he har mareez ko
sehat waha ataa
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Apne nave Imam lakab jinka hai jawad
Karte hai jinko namme mohammed taqi se yaad
Taqwase jinke haar gayi kowme
baad nihaar
Sabne samaj liyake hai kya
nafs se jihad
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Dasve Imam jinka
hai isme jali Ali
Allahaki taraf se mila hai lakab
naki
Surat me jinki baap, ka tha husne
mun jali
Seerat me jinki ayyi, nazar seerate
nabi
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
He gyarave Imam, Hassan jinka naam he
Aur asghari lakab hai, shahe
khaaso aam he
Yani khudae fawj, ka jo
intezaam hai
Sab inke haath me hai, ye inka makaam hai
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Aur baarve Imam, Zamane ke taajdar
Jo apne naam se hai,
payamber ki yaadgar
Ik wasf me jo wasfe,
khuda se hai ham kinaar
Parde me hai Imam to, parde me kird-e-gaar
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2
Maajid ke lab pe baara, Imamo
ka jo bayaan
Me is bayaan se dehrmain, rehta hu Shadman
Hota hai zikr aaka ka, mere jahaan jahaan
Maula ke sadke zikr hai,
mera wahaa wahaa
Allah ek hai, Panjetan
panch hai, Imam baraa hai,
Masoom chauda hai x 2