Dil
se judaa
Dil se judaa kabhi ghame, maula
nahi kiya x2
Ay maa x2 Ay maa tumhare
khoon ko , rusvaa nahi
kiya
Dil se judaa kabhi ghame, maula
nahi kiya
1)
Gham ka ke ashk peeke, guzaraa kiya magaar x2
Hamne kabhi zameer
ka, soda nahi kiya
Dil se judaa kabhi ghame, maula
nahi kiya
2)
Bhagaa mukaab lese, jo maidaan chor kar
x2
Uska khuda ke
sher ne, pichaa nahi kiya
Dil se judaa kabhi ghame, maula
nahi kiya
3)
Ghar mangle te bhik me,
dede ti khud
batool x2
Tumne fidak ko cheen ke, achaa nahi
kiya
Dil se judaa kabhi ghame,
maula nahi kiya
4)
Jab thak na leli
karbo, bala se rizae hajj x2
Mene tawaafe khaanae,
kabaa nahi kiya
Dil se judaa kabhi ghame, maula
nahi kiya
5)
Tum un pe karrahe ho, bharosa kamal hai
x2
Jin par kabhi nabi ne, bharosa nahi kiya
Dil se judaa kabhi ghame, maula
nahi kiya x2
6)
Ummul Baneen tere sivae kisi nai
bhi x2
Abbas sa
javaan phir payda nahi kiyaa
Dil se judaa kabhi ghame, maula
nahi kiya x2
7)
Usko khuda ke ghar se bhi izzat
nahi mili x2
Jisne darre Hussein pe sajda nahi
kiya
Dil se judaa kabhi ghame, maula
nahi kiya x2