Jibreel
Murtaza ko
Marhaba Marhaba x4
Hai aaj fatemah se , Mawlaa
Ali ki Shaahdi x2
Jibreel Murtaza ko Dulhaa
benaa rahe hai x2
Sab arsh farsh waaleh x2 khushiyaa menaa rahe hai
Jibreel……….
Baadeh sawaah khushi mei
ithraa ke chal rahi hai
Tehseeb aaj phir se karwat badel rahi hai
Jannat sajaa ne waaleh haa jannat
sajaa ne waaleh
Duniyaa sajaa rahe hai
Dul dul sawaaar mawlaa padal rewaa dewaa
hai
Baraatiyo mei
shaamil nabiyo ka karawaa hai
Kerneh ko
khar makdum x2 sarkaar aah rehe
hai
Mehmaa newaaziyo mei hai mehve shaahe batha
Khaneh ki zimeh daari oureh
hai ummeh salmaa
Ilyaz khirz sab ko
x2 sharbat pilaa rehe hai
Mikdaad ho ke qambar salmaan hoya misum
Hawaa ho ya ke saraa fizaa
ho ya ke Miriam
Sehraa ali
wali ka sab mil ke gaa rehe
hai
Kirtaas assmaa hai tu baaki
shak khamaa
Allah-e bhar rehaa hai
khud hi nikaahe naamaa
Imran aur mohammed x2 sireh
perhaa rahe hai
Kitnaa hasi hai manzar is waqt
ruksati ka
Koran ker rehaa hai
dulhan ke sar pe saayaa
Salmaan aur abuzar doli utha
rahe hai
Sun ker hassan
se shaadi nayaab aur takalum
Dawood kehrehe hai kya khoob
hai tarannum
Yeh soon ke sab munafiq x2 bal
khayeh jaa rahe hai
Marhaba Marhaba x4