Kya bataou makaame
zainab ka audio file
Kya
bataou makaame zainab ka
Kya bataou makaame zainab ka x2
Isme aazam hai zainab ka x2
1. Tere dar per bhi aayega gibreal
x2
Tu bhi hoja gulam zainab
ka
Kya bataou……
2. Luft-e madhe ali ka aataa hai
x2
Jab bhi lati hu
naam zainab ka x2
Kya bataou…..
3. Allah allah hei hur teri
kismat x2
Tuj ko
aaya salaam zainab ka
Kya bataou…
4. Sareh nabio se kehra tha khudda
Dekha tum sub ne kaam zainab ka x2
Kya bataou….
5. Kal tha markaz ali ke
dushmen ka x2
Aaj he mulk-e-shaam zainab ka
Kya bataou…
6. Mushkilo mei bajaae naade ali
x2
Mei tho leti hu
naam zainab ka
Kya bataou….
7. Dekh tha hai hussein ka sajda x2
Khud bhi ruk ker kayaam
zainab ka
Kya bataou…
8. Meri behno hijaab laazim hai
x2
Hai yeh tumko payaam zainab
ka
Kya bataou…
9. Tera humsar nahi hai meer
koyi x2
Kyu ke tu hai gulam
zainab ka
Kya bataou…..