Noor
ki anjuman Fatemah audio file
Noor
ki anjuman Fatemah
Noor ki anjuman Fatemah
Markaz e panjatan Fatemah
1. Arsh se banke aayi hai tu
Murtaza ki dulhan Fatemah
2. Kehke shah se ziyaada haseen
Tere ghar ka chaman Fatemah
3. Khuld ka arsh par hai dimagh
Chuke tere charan Fatemah
4. Kab kisi maa ne paida kiye
Phir Husseino Hassan Fatemah
5. Bangaya tera baaghe fidak
Ghasibon ka kafan Fatemah
6. Boli Zainab se ruhe Ali
Sar utha aur
ban Fatemah
7. Hai ye kaule nabi ay “Sarosh”
Mera tan mera man Fatemah