Abbas kahan ho
Sheh boolay yeh bhai keh katay haath uthaker.
Ab yeh to kaho lash ko dhundoo main kahan per
(Abbas kahan ho meyray abbas kahan ho) x4
(Chalta houn to payroo say chala bhi nahin jaata) x2
Ab koun sambhalay mujhe qasim hai na akber
(Abbas kahan ho meyray abbas kahan ho) x4
(Pardes mein tum bhai say moun mour na jaana) x2
Ham tum say juda hokay na jee paeyngay pal bhar
(Abbas kahan ho meyray abbas kahan ho) x4
(Darya pey yeh lagta hai keh tum bhi gaey maaray) x2
Ab door talak hai yahi tanhaai ka manzar
(Abbas kahan ho meyray abbas kahan ho) x4
(Saeydaniyan kehtin hain ka ab kaisay jeeangay) x2
Tum jab say gaaey ho to pareyshaan hai ghar bhar
(Abbas kahan ho meyray abbas kahan ho) x4
(Zinda main rahoo iss ka bhi imkaan kaha hai) x2
Chin jaaegi ab zainab e muztar ki bhi chadar
(Abbas kahan ho meyray abbas kahan ho) x4
(Ho tum to hamaysha say hi bhai keh madadgaar) x2
Avaaz to do dhoondray hain tumhein sarwar
(Abbas kahan ho meyray abbas kahan ho) x4