Raas aai na
(Haaye qasim) x4
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x2
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x3
Jitney baba key janazay main thay pekaan qasim
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x3
Teyray tukray lieay beythi hai voh amma(n) qasim
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x3
Kon dekhay ga meyra haal e pareyshaan qasim
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x3
Qaed hoker voh chali shaam kay zindaan qasim
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x3
Rehgaey dill mein hi behno key eh armaa qasim
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x3
Teyray laashay ko uthna na tha asaan qasim
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x3
Jab kaha sheh nay kahan hai tu meyri jaan qasim
(Raas aai na tujhey sehray ki laryaan qasim) x3
Karbala lagti hai ab hashr ka maidaan qasim