Sakina qayd mei
(Sakina sakinaa) x3
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x4
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Kahan per teyra woh sina hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Lahu har gaam rulwayaa hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Khata meyri bataoo kiya hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Laboo per bus yahi nauha hai baba…
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Badan saara meyra dukhta hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Yateemi nai mujhe maara hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Tera qatil mujhe laya hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Mera ab aakhri lamha hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Lahu rukhsaar per behta hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2
Meyra dum qaid mein ghutta hai baba
(Sakina qaid mein tanhaa hai baba) x2