Shaam ka hosh
(Haaye Zainab, Haaye Zainab) x3
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2

(Dekh ker rota raha) x2 bhai ka sar zainab ko
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2
(Deynay phir aaei rida) x2 khaak e safar zainab ko
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2
(Shaam leyjaaeygi yeh) x2 raaha guzar zainab ko
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2
(Ley key jaatey hain sitam) x2 gaar jidhar zainab ko
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2
(Dekh paey na koi) x2 ghaiyr nazar zainab ko
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2
(Koun deyta shahay va) x2 la ki kahabar zainab ko
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2
(Ab kissii baat ka ba) x2 qi nahin sar zainab ko
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2
(Aai jab ghar mein to yaad) x2 aaey pisar zainab ko
(Shaam ka hosh na hai fikr e sahar zainab ko) x2
(Hai kiss mour pey yaad) x2 aya hai ghar zainab ko