Watan mei
Watan mein be watan zainab aseer-e-karbala aai
Madinay ke gali kucho mein gham ki ghatta chaii
Chali thi jab madinay say to khusiya leykay nikli thi
Ab aai hai to kia kia gham voh apnay saath hai laaii
(Watan mein be watan zainab aseeray karbala aai) x2
(Ali asgher kaha per hai sakina kion nahin aai) x2
(Watan mein be watan zainab aseeray karbala aai) x2
(Unhiin rastoo say guzri hai barehna sar nabi jaai) x2
(Watan mein be watan zainab aseeray karbala aai) x2
(Magar nana teyri zainab teyray deen ko bacha laai) x2
(Watan mein be watan zainab aseeray karbala aai) x2
(Thi bechadar main balvay mein thay sab shaami tamashaii) x2
(Watan mein be watan zainab aseeray karbala aai) x2
(Na jeenay degi zainab ko yeh ujray ghar ki tanhaii) x2
(Watan mein be watan zainab aseeray karbala aai) x2
(Behen mohtaj chadar ki hai, mohtaaey kafan bhai) x2
(Watan mein be watan zainab aseeray karbala aai) x2
(Voh apnay bhai keh laashay pe bhi jo ro nahin paai) x2