Hay lazawaal dahar mein audio file
Hay lazawaal dahar mein
(Tayree wafa ghazee hay baqa ghazee) x2
(Hay lazawaal dahar main tayree wafa ghazee) x2
- Fana nehi jisay markay hay wo baqa ghazi
Tayree wafa ghazee...
- Faqat muheet nehi kerbala pay iski wafa
Qadam qadam pay hua moula par fida ghazi
Tayree wafa ghazee...
- Labay furat say zahra ki arahee thi sada
Tu mayri baitee ka wahid tha asira ghazi
Tayree wafa ghazee...
- Khayamay alay aba main hua hay hashr bapa
Ali kay laal say jis dam hua juda ghazi
Tayree wafa ghazee...
- Rahi Hay dair talak bazoo chumti Zainab
Ummulbanin ko jim dam hua ata ghazi
Tayree wafa ghazee...
- Ameer iska badal koee nehi zamanay main
Jahan mein mulkay wafa ka hay kibriya ghazi
Tayree wafa ghazee...
- Fana nehi jisay markay hay wo baqa ghazi