Aaqa kay ghulamo(n) audio file
Aaqa kay ghulamo(n)
Tum bughz-e-ali lekar, pohnchoge kaha(n) socho (2x)
Jannat bhi hamari hay, kausar bhi hamara hay
Aaqa kay ghulamo(n) ka (2x) har dor mei naara hay

Imaan-e-abu talib (2x) imaan hamara hay
Aaqa kay ghulamo(n) ka (2x) har dor mei naara hay
Faarooq ne ghabra kar, haider ko pukaraa hay
Aaqa kay ghulamo(n) ka har dor mei naara hay (2x)
Aye sheikh utar nichay, mimbar to hamara hay
Aaqa kay ghulamo(n) ka har dor mei naara hay (2x)
Islam ne jub jub bhi, mushkil mei pukara hay
Aaqa kay ghulamo(n) ka har dor mei naara hay (2x)
Aansu(n) bhi hamare hain, seena bhi hamara hay
Aaqa kay ghulamo(n) ka har dor mei naara hay (2x)
Zahra ka makaa(n) kya hay, imaa(n) ka idaara hay
Aaqa kay ghulamo(n) ka har dor mei naara hay (2x)
Wo daur tumhara tha, yeh daur hamara hay
Aaqa kay ghulamo(n) ka har dor mei naara hay (2x)
Haider se juda hona, parna hay halakat mei (2x)
Yeh mera nahi rangee(n), faarooq ka naaraa hay