Lutke zainab
(Lut ke zainab aayi hai) x4
Deke maknaa-o-chadar, deen bachaake laayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x4
Hai jo hurmat-e-kaba, us ridaa ka sadqa hai
Hai ye zainab-e-kubra, teri kibriyaayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Deke maknaao chadar, deen bachaake laayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Hai jo karbala baqi, us rida ka sadqa hai
Sar se apne Zainab ne, wo ridaa lutaayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Deke maknaao chadar, deen bachaake laayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Mohammadun rasululaah Laailaaha ilaalah
Sach hai deen ki bigri tune hi banaayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Deke maknaao chadar, deen bachaake laayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Ausiyaa na roye kyun awliyaa na roye kyun
Teri beridaai hai teri beridaai hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Deke maknaao chadar, deen bachaake laayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Karbala wilayat hai karbala imamat hai
Tera shukriya tune karbala bachayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Deke maknaao chadar, deen bachaake laayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Aur deen ki hurmat ki ik ridaa pe hai bunyaad
Sheh ne ghar lutaa kar jo, karbala basaayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2
Deke maknaao chadar, deen bachaake laayi hai
(Lut ke zainab aayi hai) x2